Meta teg generate kese kare?
![]() |
SEO-Apne blog ko Google me rank kese karaye? In Hindi. |
Friends aaj ham bat karenge SEO-Apne blog ko Google me rank kese karaye? Jesa ki hamne pichli post me blog ki setting ke bare me bat ki thi ab aage SEO-Apne blog ko Google me rank kese karaye? Ke bare me bat karenge.
friends blog ko Google me rank karane ke liye meta teg ka hona bahut important hai. meta teg apne blog ko Google me rank karane ka kam karts hai. dosto aap agar mere blog me new ho or blog ac create karna nahi aata to yaha me link de raha hu, aap is par click karke dekh sakte hai.
Friends ab ham bat karte hai meta teg blog ko Google me renk karane ke liye ati aavsyek hai. to aaiye jante hai meta teg kese generate kare? Dosto meta teg generate ke liye hame sabse pahle Google me Jana hoga or Google search bar me type karna hoga ( blogger meta teg generater tool ) Google search bar me yeh likh kar aapko search karna hai. jab aapka search complete ho jayega tab aapke samne Jo site khulegi usme aapko scroll down karke niche Jana hai. jab aap niche jayenge tan aapke samne kuch is tarah ka interface dekhne ko milega .
![]() |
SEO-Apne blog ko Google me rank kese karaye? In Hindi |
Ab aapko jaha mene arrow ka Nisan lagaya hai us link par click karna hai. jese hi aap is link par click karenge aapke samne is tarah se ek site khulegi aapko scrolls down karke niche Jana hai. tab aapke samne is tarah ka interface dekhne ko milega.
![]() |
SEO-Apne blog ko Google me rank kese karaye? In Hindi |
2.Description kese likhe :-
Friends ab aapko yaha dhyan purvak dekhna hai or bilkul dhyan se koi galti kiye bager kam karna hoga. usme aapko sabse pahle jaha green colour me meta teg generater tool likha hai. uske just niche description likha hai uske samne vale box me aapko description likhna hai.
Jo aapne apne blog ki setting me basic option me adit kiya tha. vahi copy karna hai is description me or agar aapko nahi pata to mene upar Jo link diya hai. blog ki setting kese kare usme click karke dekhlo kaha hota hai ko copy karna hai.
Friends ab aapko description ke niche Jo keyboards ka option diya hua hai. isme aapko kya karna hai aap apne blog ko open kare uske bad blog ke dashboard me niche setting me Jana hai. or scroll down karke niche dekhna hai.
Vaha aapko search prepretion ka option milega us par click karna hai,iske bad aapko sabse upar meta teg likha milega uske samne adit par click karna hai. or Jo aapne us description me Jo likha hai ko copy karke vapas meta teg wali site par aana hai or keywords ke samne vale me paste kar dena hai.
4. Author optional me kya kare :-
Friends Author optional me aapko apna name likh dena hai. ya khali hi rahne de koi khas nahi vese mene apna name likha hai aap chaho to apna name likh sakte ho.
5. Meta teg kese generate kare :-
Friends ab aapko niche me kya karna hai dhyan se dekho jaha mene arrow ka Nisan lagaya hai. aapko vaha click karna hai. jaha create meta teg likha hai. jese hi aap click karenge ek popup aayega aap yes kar dena uske bad aapko meta teg coad milega aapko sabse upper vali line ko Jo head tak likha hai. usko copy nahi karna hai.
Usse niche vale pure coad ko copy karna hai, iske bad fir aapko apne blog ke dashboard me Jana hai. or theam wale option par OK karna hai. jab aapke samne theam open hogi to aapko HTML wale option par click karna hai. jese hi aap click karenge aapke samne kuch is tarah ka interface dekhne ko milega chalo dekhte hai.
![]() |
SEO-Apne blog ko Google me rank kese karaye? In Hindi |
Friends ab aapne Jo coad copy kiya tha vo yaha HTML me jaha head likha hai. jaha mene arrow ka Nisan lagaya hai vaha theek head ke samne aapko click karna hai or click ke bad enter karke Jo coad aapne copy kiya yaha paste kar dena hai. or sabse upar red color ke box me save ka option hai uspar click karke save kar dena hai. bas aapka meta teg complete ho gaya hai.
Friends me aasha karta hu ki, aapko meri yeh SEO-Apne blog ko Google me rank kese karaye? In Hindi post achi lagi hogi. to pls bell icon ko press karke subscribe kijiye or share kijiye thanks.